What's up!

Pyaarey Allah!

Maan Baap ki maar

0 comments

Jap maan baap chappal se pitaii karte they .... wo dor acha tha.... wo khana bhi to khud dete they. Fees bhi khud dete they ........ Jab se barrey huwe hein . koi maarta nahi ... lekin Khaanaa bhi apne peson se aataa hai, ghalat baat pe koi toktaa bhi nahi , koi zimmey daari bhi nahi leta............ mama papa ki chappal kee maar hi achi thi, Ye gham hoga to kitney gham naa hongey ...... sahi kaha na?